FREE WEBSITE KAISE BNAYE BLOGGER PAR / HOW TO MAKE A FREE WEBSITE ON BLOGGER

POSTED BY AMIT  BHATI  COMPUTER  INTERNET KI  JAANKARI


Hello friends Aaj hm es post me website blog ke bare me baat karenge Agar aap apna business online karna chahte ho ya apne kisi knowledge/tallent ko duniya se online share karna chahte ho to aapki website hona bahut hi jaruri h or aaj hm es post me yahi janenge ki free website(blog) kaise bnate h google ki help se. Hm jo website bna rahe h wo blogger.com par bnegi blogger google ki hi service h jo ki bilkul free h Aap ye sich rahe honge ki hm or kisi par bhi to bna sakte h lekin blogger google ki dervise h or ye kabhi bhi band nai ho sakti or agar hogi to google hame 6 month se pahle hi notification  bhej deta h 


FREE Website(blog) kaise bnaye 

Step follow karen 

Step 1.www.blogger.com par jaye 
Agar aapke pass pahle se gmail id h to usse log in karen ya phir pahle gmail account bnaye 


GMail se login karne ke baad 1 page open hoga usme 
Step 2.blog bnane ke liye New blog par click karen 
ALSO READ

you tube par video ko kaise upload karte h 

you video se paise kaise kmate h 
  Step 3.Ek new page open hoga  Es page par aapko apne blog ka title uska link(url) or uska template select karna h.Eske baad Create blog par click karna h.

1.Title -> isme aapko apne blog ka naam likhna h.

2.Address -> apni website ka address likhna h jo phle se kisi ne na liya ho. 

3.Template -> niche diye huee template me se kisi 1 ko select karen. 

4.Create Blog -> last me es button par click kar de.

Aapki website ready ho gayi ab aapko es me post karna hoga blogger par apni pahli post kaise karen iske bare me mene allready post me btaya h or us par template upload kaise karen ye bhi h  1 or baat aapki website ki link(url) me blogspot bhi sath me lagega jaise ki aapki link h abhishek to aapki link hogi 

www.abhishek.blogspot.com 

agar aap chaho to .blogspot ko remove karke direct www.abhishek.com bhi rakh sakte h lekin uske liye aapko domain rajister karna hoga or uske paise lagte h market me bahut sari company h jo free domain ki servise bhi provide karti  h 

AGAR AAPKO ESME KOI PROBLAM HO TO AAP COMMENT KARKE PUCH SAKTE H